Friday, 6 December 2013

Urdu Poetry Intezar

Urdu Poetry Intezar Biography

Source (google.com.pk)

Kese katain ge wo ratain wo intezar ke din_Zaid
Aaj un ke hi khayaloun main ja ke dekhe ge

-----------------
Ae mout ab to aaja tera intezar he
Zaid_zinda hain zindagi ka arman kie baghair

-----------------
Ab nahi to phir sahi,phir nahi to phir sahi
Zaid_phir ke intezar main zindagi guzar gai

-----------------
Tere Laut Aney K Intezar Me
Kitni Baharain Hum Ne Guzar Di
Kitne Mosam Badal Gae
Kitne Wasl K Lamhe Hijr Me Badl Gae
Tere Kdmon K Nishan Ko Pukhta Kerte Rehte Hain
Mere Ankh K Ansu
K Jb Tu Laut Ae
Aur Me Na Hon Jahan Me
To Tere Kadm Khud Gawahi Dain
Mere Intezar Ka 
Mere Wafa Ka
Meri Chahat Ka
Aur Wo Kudum Khud Kahen Ge Tuj Se
Tere Laut Aney K Intezar Main
Kisi Ne Apni Zindagi Haari
Tere Laut Aney K Intezar Me
Sirf Tere Intezar Me

-----------------
Kal sham tak uska intezar karta hi raha Main Faraz,
Jab milne ka waqt aaya to utility store wale ne kaha Aata khatam ho gaya….

-----------------
Terey Ekhlaass Say Mohabbat Ki Hai
Terey Ehssaas Say Mohabbat Ki Hai

Tu Merey Pass Nahin Hai Phir Bhi
Teri Yaad Say Mohabbat Ki Hai

Kabhi Tu Nay Bhi Mujhay Yaad Kya Ho Ga
Main Nay Un Lamhaat Say Mohabbat Ki Hai

Jin Main Ho Sirf Teri Aur Meri Baatain
Main Nay Un Auqaat Say Mohabbat Ki Hai

Aur Jo Mahekay Ho Sirf Teri Hi Mohabbat Say
Main Nay Un Jazbaat Say Mohabaat Ki Hai

Tujh Say Milna Tu Ab Khuwaab Sa Lagta Hai ???
Mohsin Nay Terey Intezaar Say Mohabbat Ki Hai

-----------------
 Kuch Aisi Bekhudi Hai Hamain Intezaar Ki
mai koi shair tu nahi keh khoobsoorat ke standard ka koi sher suna sake. lekin khoobsoorat sahiba is forum se rooth kar chali gai hai. un ke jane par arz hai:
rukhsat ke waqiat ka etna tu hosh hai
dekha kiye ham un ko jaha tak nazar gai.
aur ab soorat hal yeh hai keh:
aahat pe kan, dar pe nazar, dil mai ishtiaq
kuch aisi bekhudi hai hamai intezar ki

-----------------

Urdu Poetry Intezar
Urdu Poetry Intezar
Urdu Poetry Intezar
Urdu Poetry Intezar
Urdu Poetry Intezar
Urdu Poetry Intezar
Urdu Poetry Intezar
Urdu Poetry Intezar
Urdu Poetry Intezar
Urdu Poetry Intezar
Urdu Poetry Intezar

No comments:

Post a Comment