Friday 6 December 2013

Urdu Poetry Cards

Urdu Poetry Cards Biography

Source (google.com.pk)

Hum Roaz Marty Haie Roaz Jeety Haie
Hum Tary Be-Naam Safar K Be-Naam Musafar Haie

Mushkil H Zindgi Ka Ye Safar, Bs Yad Rakhna Mujh Ko
Tari Be-Naam Duwaoon K Be-Naam Taalib Haie

Roaz Jalty Haie Roaz Bujty Haie
Tari Be-Naam Kitab K Be-Naam Kagaz Haie

Kabi Roye Mujhe Woh Yaad Kar K Falick
Hum Os Ki Haseen Ankho K Be-Naam Ansoo Haie
----------------------------------
Bicharna Hai To Khushi Se Bichro Sawal Kese, Jawab Chorro
Kise Mili Hein Jahan Ki Khushiyan, Mile Hein Kis Ko Azaab Chorro

Naye Safar Pe Jo Chal Pare Ho, Mujhe Khabar Hai K Khush Bare Ho
Hai Kon Ujra Tumhare Peeche Ya Kis K Toote Hein Khuwab Chorro

Mohabaton K Tamam Wade Nibhaye Kis Ne, Bhulaye Kis Ne
Tumhein Pashemani Ho Gi Jana, Jo Meri Maano Hisaab Chorro
----------------------------------
Samandar Ke Lehroo.N Ki Tarah Badalti Jati Hai
Kabhi Khushi To Kabhi Gham Mei.N Sambhalti Jati Hai

Zindagi Hai Ek Kashthi Aur Hum Uske Musafir
Jo Mom Ki Tarah Pighalti Jati Hai

Zindagi Ek Kahaani Hai Jis Ke Hum Kirdaar
Jo Har Lamhe Ko Likhthi Jati Hai

----------------------------------
Ae Zindgi,Teri Talash Me Aj Bhi Koi Bhatakta Hai
Ik Piyase Ki Tarh Tere Sehra Me

Tu Har Dum Shahi Nawab Kyn Hai
Main Laachaar Apni Bebasi K Hathon

Teri Dastaras Se Milon ,Main Dour Bht
Mere Paon Hain Zakhmi, Main Majbour Bht

Ae Khuda Reham Kr Meri Bebasi Pr
Ab Mila De Mujhe Meri Zindgi Se

Jo Hai Mujhse Routh Chali
Jo Ab Tak Mujhe Na Mili Kabhi

----------------------------------
Main Kuch Nahi ,Per Kuch To Zuroor Tha
Mein Houn B Yaa Nahi Houn

Shayid Tha,Per Shayid Nahi Tha 
Mein Tha B Ya Nahi Tha

Is Raaze Wafa Ney Hyraan Kr Hi Diya
Me Muhib Tha ,Aur Dusmane Ishq B Tha

Mein Kyoun Alag Hojaoun Teri Mehfil Sey
Kya Yehan Mera Aashiyaan Nahi Tha

Mea Khana Tha Aur Mea Buhut Tha
Kya Khak Tha, Yehan Saaki Nahi Tha

Kuch To Tha Unki Nazer Ka Matlab
Mein Zaroor Tha Per Mein Nahi Tha

Kuch Apni B Sunaty Werani Per Shayid
Iskay Baray Mein Kuch Pata Nahi Tha

Kya Tha Jab Kuch Na Tha Mera
Kya Yeh Sab Kuch Bewaja Nahi Tha

Tujhe Hakikat Maloom Hain Na Duniya Ki
Tu Zinda Tha Per Kal Shab Mara Nahi Tha

Terey Dil Ki Duniya Kahan Laegayi Pal Bar
Khada Tha Jahaan Nahi ,Jahan Tha Khuda Nahi Tha

Kitni Tasali Dey Raha Hain Khud Ko
Mout Sey Zahid Tera Dil Bara Nahi Tha
----------------------------------
Apny Chehry Per Muskarahat Saja K Milta Hn
Apny Sir Ko Thora Juka K Milta Hn 

Adawat Haie Kuch Logo Sy Mujhe
Mager Jb Mily Koi, M Aana K Pardy Gira K Milta Hn

Tang Karty Haie Ab Log Mujhe Tary Naam Sy
M Apni Zaat Ko Mita K Milta Hn

Mily Ager Ajnabi Koi 
M Osy Hum-Raaz Bana K Milta Hn

Kuch Log Rakhty Haie Shok-E-Mhbt
Falick M Oun Sy Jb B Milta Hn Nazry Mila K Milta Hn
----------------------------------
Gham E Zindagi Tara Bojh Ab Uthaya Nhe Jata Warna
Bhari Jawani M Marne Ki Tamana Kon Karta Hy

----------------------------------
Mein Nhi Tu Koi Utra Hoga
Koi Chaand Teray Aangan Mein Koi Sitara Hoga

Yaad Rahay Gi Kahan Usko Rafaqat Meri
Meray Baad B Kahan Wo Akela Hoga

Tera Faisla Hai K Bhula Dun Tujko
Tu Bta Dil Ko Yeh Gawara Hoga???

Ab Tu Dar Lagta Hai Sayee Sey B Apny
Roshni Ka Talbgaar Kahan Mera Sahara Hoga

Meray Andar Ka Tha Shor Ya Shayed Usney
Bicher K Phr Mujh Ko Pukara Hoga

Ghum Zindagi Tak Hein Zindagi Ghum K Liey
Shayed K Phr Khushieyun Ka Nizara Hoga

Barbad Kia H Jis Ney Khud Ko Amber
Ksi Wafa Ney Usko Sanwara Hoga

----------------------------------

Urdu Poetry Cards
Urdu Poetry Cards
Urdu Poetry Cards
Urdu Poetry Cards
Urdu Poetry Cards
Urdu Poetry Cards
Urdu Poetry Cards
Urdu Poetry Cards
Urdu Poetry Cards
Urdu Poetry Cards
Urdu Poetry Cards

No comments:

Post a Comment