December Urdu Poetry Biography
Source (google.com.pk)
December Poetry
Kabhi Jo Toot K Barsa December
Kabhi Jo Toot K Barsa December
Laga Apna Bohat Apna December
Guzar Jata Hai Sara Saal Yo...
----------------------------
December Poetry
December Ab K Aao To December
Ab K Aao To Tum Us
Shehar_E_Tamanna Ki Khabar
Laanaa Keh Jis Mein Jugnuon Ki Kehkashaan Jhi...
----------------------------
December Poetry
December Beet Raha Hai Wo gham
Wo aansoon Wo dard Ab bhi
mehsoos hota hai____!!
Wo batain Wo sapnain Wo ratain Ab b...
----------------------------
December Poetry
Ajab Pagal Si Larki Hai Ajab Pagal
Si Larki Hai Mujhe Har Khat Main
Likhti Hai Tumhain Main Yaad Aati
Hun? Mujhe Tum Yaa...
----------------------------
December Poetry
Suno Tum Laut Ao Na Suno Tum
Laut Ao na December laut aaya hay
Tumhaaray laut aanay ki Naii
ummeed jaagi hay__!! Ab...
----------------------------
December Poetry
Bheega Bheega Sa Yeh December
Hai Bheega Bheega Sa Yeh
December Hai Bheegi Bheegi
Si________Tanhai Hai In Kitaabon Main...
----------------------------
December Poetry
Tum Ko Kaisi Lagti Hai Chandni
December Ki Raat Uss Na Poocha
Tha Tum Ko Kaisi Lagti Hai Chandni
December Ki Barishai...
----------------------------
December Beet Raha Hai
Wo gham
Wo aansoon
Wo dard
Ab bhi mehsoos hota hai____!!
Wo batain
Wo sapnain
Wo ratain
Ab bhi jeetain hain_________!!
Wo rahain
Wo sasain
Wo bahain
Ab bhi tarpati hain________!!
Par sard shamain guzar rahi hai
Wo garm sasain thehar rahi hain
Aankhon ki un surkhion main lehar thi jo wo jam rahi hai
Aur zindagi bhi tham rahi hai
K Ab
December Beet Raha Hai_____!!
----------------------------
Dekh December Ab Mat Aana
Dekh December Ab Mat Aana
Dekh December Mere Ander
Kitnay Sehra Phail Chukay Hain
Tanhayi Ki Rait Ne Mere
Saaray Darya Paat Diye Hain
Ab Main Hoon
Aur Mere Banjar Pun Ki Bojhalta Hay
Dekh December
Teri BarFaab Shaboon Mein
Teri BeKhuwab Shaboon Mein
Khuwab Sweater Kon Bunay Ga
Rooh k Ander Girti Barfein Kon Chunay Ga
Dekh December Ab Mat Aana
Aur Agar Tu Aye b To
Apnay Dukh Ki Baraf Pehan Kar
Dhoop Diyaroon Tak Mat Jana
Mere Pyaroon Tak Mat Jana
Dekh December Ab Mat Aana________!!
----------------------------
December Ki Thatharti Shaam
December ki tatharti shaam hai
Aur mein sulagta hoon dooston
Dil mein ik mehfil jami hai
Aur mein tanha hoon dooston
12 Maahh ki ronkeen tanha hi dekh ker
Aaj najany kiuon wo mere taraf chala aya hai dooston
Aankein khush hein dekh ker usay
Aur dil gay dinon ka soog mana raha hai dooston
Zaalim halaat ka sitam suna raha hai
Bekhabar mere barbadi suna raha hai doston
Shaid aab kay koi aietbar ki sorat nikal hi aay
Usay roko kay wo phir se rooth ker ja raha hai doston_______!!
----------------------------
December Urdu Poetry
December Urdu Poetry
December Urdu Poetry
December Urdu Poetry
December Urdu Poetry
December Urdu Poetry
December Urdu Poetry
December Urdu Poetry
December Urdu Poetry
December Urdu Poetry
December Urdu Poetry
No comments:
Post a Comment