Thursday, 5 December 2013

Roman Urdu Poetry

Roman Urdu Poetry Biography

Source (google.com.pk)

Jitna Shaffaf hay tera aanchal
Koi mousam bhi hum ko raas nahin woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin aik muddat say dil k paas hay woh aik muddat say dil udas nahin jub say daikha hay shaam aankhon mein tub say meray qayaim hawas nahin meray lehjay mein us ki khushbo hay us ki baaton mein meri baas …

Mujhey koi kari si saza tou na do gay
Agar mein bata don mein kia chahti hon nazron say apni gira tou na doo gay Jo mein chahti hon, woh tub bhi na chaho Mujhey koi kari si saza tou na do gay Mein mohabbaton mein jabar ki qayal nahin hon Dil laga ker mujh ko bhula to na doo gay Jo mein bata …

Hay afsos os ny mujhy 1 bar bolaya hota.
Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota. Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota, Main ous k gum main rota or rota he jata. Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota. Os ko dastaan suna suna k thak sa giya. Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota. Main …

Ik tum hi nahi meri judai mein pareshan,
Hum nazuk nazuk dil waley Kabhi hastey hain kabhi rotey hain Kabhi dil mein khwab parotey hain, Kabhi mehfil mehfil phirtey hain, Kabhi zaat mein gum ho jatey hain, Kabhi chup ki mohar sajatey hain, Kabhi geet labon par atey hain, Kabhi sab ka dil behlatey hain, Kabhi khud tanha ho jate hain, Kabhi shab …

Barri Dil Nasheen Hai Yeh Adat Tumhari
Miley Har Qadam PAy Rafaqat Tmhari Kahan Hum Kahan Yeh Inayat TUmhari Humein Chahiye Bas Taluq Tumhara Muhabbat Miley Ya Adawat Tumhari Kisi Se Bhi Milna, Usay Jeet Lena Barri Dil Nasheen Hai Yeh Adat Tumhari NA Dekha Jahan Mein Aur Koi Tumsa Barri Munfarid Hai Tabiyat Tumhari Humein Zindagi K Kathan Raston Mein Hemesha …

lagta hai aa chuki hai kami us ki chah main
Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin duniya samajh rahi hai mohabbat usse nahin. lagta hai aa chuki hai kami us ki chah main kafi dinon se mujh se shikayet usse nahin. dil ki zameen us ki hai banjar issi liye jazbon ki barishon ki jo aadat usse nahin. her cheez ikhtiar main rakhta …

Meri jhooli mein mohabbat k siwa kuch bhi nahin
Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin zindagi meri ibadat k siwa kuch bhi nahin Mein teri baat bargah-e-naaz mein kia paish keron Meri jhooli mein mohabbat k siwa kuch bhi nahin Aey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin Woh tou mit …

Zeest ke rahooN mein dhoop thi har taraf
Pyaar ka meetha “Ehsaas” dilane laga hai tu Ab to mujh se mujhi ko churane laga hai tu Teri chahtooN ka chaaya hai saroor is qadar Har pal har jagah nazar aane laga hai tu Veeraan thi yeh zindgi tere aane se pehle Khushiyoon ke sapne mujhe dhikane laga hai tu Har pal mujhe hota …

Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte
Safar tanha nahin karte Suno aesa nahin karte Chalo tum raz ho apna Tumhain afsha nahin karte Suno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karte Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey Jo pehlay …

mujhay apna pyar na day saka
Jo na mil saka wo baywafa yeh bare ajeeb si baat hai jo chala gaya mujhay chor kar wohi aaj tak mere saath hai… Wo roshni kay khayal main wo na asaka raah mian muntazir yeh khalish kahan thi visaal main mere justojoo ko khabar nahi na wo din rahay na wo raat rahay jo …

Koi aik adh sapna ho to phir accha b lagta hai
Kisi ki aankh se sapne chura kar kuch nahi milta Mandiron se chiragon ko bujha kar kuch nahi milta Koi aik adh sapna ho to phir accha b lagta hai Hazaron khwab ankhon mei saja kar kuch nahi milta Yeh accha hai ke aapas ke bharam na tootne payein Kabhi kabhi doston ko azma kar …

Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein…
Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai… Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai… Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye… Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai… Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo… Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta …

teri yaad main rehna tujhe hi sochte rehna
Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha …

khud bhi woh hum sey bichar kar adhura sa ho gaya….
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya… us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya…. lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan… chehra bata raha tha k kuch ganwa diya… aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi… or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya …

mere tasauwur main tum aise kho jao gee,
Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee, mager us din bohot daer ho jai gee , tum milna chaho gee mager mujh ko daikh na pao gee, tum dhoondo gee mujhe mager daikh na pao gee, tum tarpo gee meri yaad main or aansoo bahao gee. mujhe daikhe bina ik pal bhe …

Roman Urdu Poetry
Roman Urdu Poetry
Roman Urdu Poetry
Roman Urdu Poetry
Roman Urdu Poetry
Roman Urdu Poetry
Roman Urdu Poetry
Roman Urdu Poetry
Roman Urdu Poetry
Roman Urdu Poetry
Roman Urdu Poetry

No comments:

Post a Comment