Urdu English Poetry Biography
Source(google.com.pk)
Woh Mera Ho Jo Aankho Mey Haya Rakhta Ho
Sath Chaly To Azmy Wafa Rakhta Ho
Naaz Os K Othao To Shkyt Na Kry
Gham Otha K Bhe Hasny Ke Ada Rakhta Ho.
Is Ghangaraj Basti Me Awaz Kiski Hia
Tan Se Juda Hai Par Awaz Kiski Hai
Woof Ye Kaise Dunya Har Jaga Katle Amm
Tum Lad Rahe Ho, O Zameen Kiske Hai.
Sham Hotay He Loat Atay Hai Sabhe Prinday Apnay Ashiano Mai
Tm Be Loat Ao Na Mere Dil K Makan.
Tum Insaa.N Dastur-E-Kuhan Wale
Hum Khayalo Fikro Sukhan Wale
Tum Nazuk Tan Or Man Wale
Hum Shaqt Jaan Badan Wale
Tum Sidhe Sadhe Achche Sachche
Hum Jhoote Chal Chalan Wale
Tum Haqiqat Me Jine Wale
Hum Tasawwur Saraab Uljhan Wale
Hum Patthar Dil Murda Ehsaas
Tum Khushbu Rang Chaman Wale
Hum Ruswa Zulmo Sitam Wale
Tum Khush Mijaaz Aman Wale
Hum Badmaash Aiiyaash Beparwah
Tum Nek Paak Zehan Wale
Tum Lakdi Aag Arthi Wale
Hum Mitti Aab Kafan Wale.
Dekh Keisi Kayamat Si Barpa Hui Hai
Aasiyano Pe Iqbaal
Jo Tameer Hue The Lahoo Se
Wo Pani Se Beh Gye Hai
Ay Khuda
Akhir Kab Khatam Hongay Meri
Zindagi K Ye Imtihan??
Main Thak Kr Choor Hoon
Par Phir B Jeeny Ko Majboor Hoon
Q K Mujse Juri Hain
Or Bht Si Zindagiyan
Apny Dard Apny Dukh
Kisi Ko Suna Nhe Sakti.
Apny Piyaron Se Apny Rishton Se
Door Ja Nhe Sakti
Ye Kesi Bebasi Ha
Ya Rab
Main Chah Kar Bhi
Apni Zindagi Mita Nhe Sakti.
Tu Jahan Rehay Mari Dua Ki Chao Ho
Wo Shar Ho Ya Gaown Ho
Thari Ankh Ma Kabi Nami Na Ho
Kisi Chez Ki Tmy Kami Na Ho
Tmy Jo Lagay Nazar Wo Nazar Na Ho
Kisi Dukh Ki Tmy Khaber Na Ho
Thari Rah Ma Qosay Qaza Khilay
To Jisay Chay Wo Tujay Milay
Khushi Thari Paon Ki Dhool Ho
Dua Ya Mari Qabool Ho (Ameen).
Urdu English Poetry
Urdu English Poetry
Urdu English Poetry
Urdu English Poetry
Urdu English Poetry
Urdu English Poetry
Urdu English Poetry
Urdu English Poetry
Urdu English Poetry
Urdu English Poetry
Urdu English Poetry
No comments:
Post a Comment